Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*shery {khamosh}*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~*shery {khamosh}*~

    >> Kuch meethay lamhay mangay thay,
    >> Kuch sard hawain mangi thi,

    >> Hum nay to zamanay walon say,
    >> Do chaar wafain mangi thi,

    >> Barsaat k her ek baadal nay,
    >> Jee bhar k hum ko tarsaya,

    >> Hum bheeg sakain yeh socha tha,
    >> Aur kali ghatain mangi thi,

    >> Nakam huay jo ulfat mein,
    >> Majboor huay jo milnay say,

    >> Kuch un k liye kuch apnay liye,
    >> Hum nay bhi duain mangi theen!



    SHERY {KHAMOSH}
    ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

    Comment


    • Re: ~*shery {khamosh}*~

      US k bakshey howey ik ghum ka karishma hai k ab,
      .
      .
      .
      .
      Jo bhi gham ho mery mayyar se kam lagta hai...
      .
      .
      .
      .

      SHERY {KHAMOSH}
      ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

      Comment


      • Re: ~*shery {khamosh}*~

        Wo ijazat Den to itni Baat Keh Dena,

        Hmen Neend nhi Ati Sari Rat Keh Dena,

        Ksi Kaam me bhi DiL nhi Lagta Aaj KaL,

        Hamen bohat Satati he unki Yaad Keh Dena...



        SHERY {KHAMOSH}
        ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

        Comment


        • Re: ~*shery {khamosh}*~

          Ajeeb Lagti Hai Sham Kabhi kabhi,
          .
          Zindagi lagti Hai Be Jan kabhi kabhi,
          .
          Samajh Aaye To Mujhe B Batana k,
          .
          Q Karti Hain Yaadein Pareshan kabhi kabhi...
          .
          .
          .

          SHERY {KHAMOSH}
          ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

          Comment


          • Re: ~*shery {khamosh}*~

            *Shekayaten bhi thi osy to sirf meray khuloos say,,,!!~~

            *Ajab tha wo shakhs meri aadtain na samajh saka,,,!!~~



            *SHERY* {KHAMOSH}
            ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

            Comment


            • Re: ~*shery {khamosh}*~

              *Mere wajood ki mujh mein TALASH chor gaya,,~~

              *Jo pori na ho kabhi aesi AAS chor gaya,,~~

              *Yehi KARAM NAWAZII us ki mujh pe kam hai kia,,~~

              *K aam logon mein ek TUJH ko KHAS chor gaya,,~~

              *BAHARON se mujhy isi liye to NAFRAT hai,,~~

              *Inhi RUTON mein mujhe wo UDASS chor gya,,~~


              *SHERY* (KHAMOSH}
              ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

              Comment


              • Re: ~*shery {khamosh}*~

                Ajeeb Andehra Hai"SAAQI" Teri "MEHFIL" Me...!!!
                .
                .
                Kisi Ne "DIL" Bhi Jalaya To "ROSHNI" Na Howi..!!!



                *SHERY* {KHAMOSH}
                ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                Comment


                • Re: ~*shery {khamosh}*~

                  Jab kabhi chahe Andheron mein Ujale usne,~
                  Ker diya ghar mera sholon k hawale usne,~

                  Uspe khul jati mere shouq ki shiddat sari,~
                  Dekhe hote jo mere paon k chhale usne,~

                  Jiska har aaib zamane se chupaya maine,~
                  Mere qisse sar-e-bazaar uchhale usne,~

                  Jab usey meri mohabat per bharosa he na tha,~
                  Kyn diye logon ko meri wafaaon k hawale usne,~

                  Aik mera haath he na thaama usne warna,~
                  Girtay huye kitne he sambhale usne..!!!~


                  SHERY {KHAMOSH}
                  ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                  Comment


                  • Re: ~*shery {khamosh}*~

                    *Rukst hua to bat meri man kr gya,~~
                    *Jo kuch us k pas tha wo mujhy dan kr gya,~~

                    *Bichra kuch is ada sy k rut he badl gai,~~
                    *Ik shaks sary shehr ko veran ker gya,~~

                    *Dilchusp waqea hai k kul ik aziz dost,~~
                    *Apny mufad pr mujhy kurban kr gya,~~

                    *Kitni sudhr gai hai judai main zindagi,~~
                    *Han wo jafa sy mujh py ihsan kr gya,~~

                    *Main bat bat py kehta thi jis ko jan,~~
                    *Wo shaks akhir Mujhy bejan kr gya,~~


                    *SHERY* {KHAMOSH}
                    ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                    Comment


                    • Re: ~*shery {khamosh}*~



                      SHERY {KHAMOSH}
                      ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                      Comment


                      • Re: ~*shery {khamosh}*~

                        Hum ne waqt sy bohot "WAFA" ki,,,,

                        Lekin!!!!

                        Waqt hum sy "BEWAFAI" kar gaya,,,,

                        Kuch to humary "NASEEB" bury thy,,,,

                        Kuch "US" ka "HUM" sy "JEE" bhar gya....




                        SHERY {KHAMOSH}
                        ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                        Comment


                        • Re: ~*shery {khamosh}*~

                          **Log muntazir he rahe k hamen toot-ta dekhen "FARAAZ"

                          **Hum zabt kartay kartay pathar k ho gaye...




                          SHERY {KHAMOSH}
                          ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                          Comment


                          • Re: ~*shery {khamosh}*~

                            *Teri wafa ko humnay bhulaya kab tha,,,,

                            *Dard judai ka dil say mitaya kb tha,,,,

                            *Wo dil laga kar bhool jana teri adat thi,,,,

                            *Hum ney tere siwa kisi aur ko chaha kab tha,,,,




                            SHERY {KHAMOSH}
                            ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                            Comment


                            • Re: ~*shery {khamosh}*~

                              Mila Jo Ranj Muje Wo Intiha Ka Tha,,,

                              Mujko Us Pe Bhrosa Jo Bala Ka Tha,,,

                              Mili Saza Jo Muje Wo Kisi Khata Pe Na Thi,,,

                              Mujh pe Jurm Jo Sabit Huwa Wo Wafa Ka Tha,,,


                              SHERY {KHAMOSH}
                              ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                              Comment


                              • Re: ~*shery {khamosh}*~

                                Hm ne Us Sy Sirf Bewafai ka mAtlab Poocha Tha "FARAAZ".....

                                us ne kaha Thehr0 or Phir Lot kr nhi Aya.....


                                SHERY {KHAMOSH}
                                ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                                Comment

                                Working...
                                X